January: A Full Menu

By: Gabriela Yareliz Today, we have an assortment of thoughts from this month. Here’s the full menu. Appetizer: Le Weefee (“WiFi”) I joined the 21st century this year and started off the year with wifi. I didn’t have wifi during my previous 5-6 years in this apartment. I subsisted off of my phone’s handy hotspot.Continue reading “January: A Full Menu”

Poetry by Javed Akhtar: Ik baat honton tak hai

By: Javed Akhtar Ik baat honton tak hai jo aayi nahin Bas ankhon say hai jhaankti Tumse kabhi, mujhse kabhi Kuch lafz hain woh maangti Jinko pehanke honton tak aa jaaye woh … Aawaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaye woh Lekin jo yeh ik baat hai Ahsas hi ahsas hai Khushboo si hai jaiseContinue reading “Poetry by Javed Akhtar: Ik baat honton tak hai”

Poetry by Javed Akhtar: Dil, Aakhir Tu Kyun Rota Hai?

DIL, AAKHIR TU KYUN ROTA HAI? Jab jab dard ka baadal chaya Jab ghum ka saya lehraya Jab aansoo palkon tak aya Jab yeh tanha dil ghabraya Humne dil ko yeh samjhaya Dil aakhir tu kyun rota hai Duniya mein yunhi hota hai Yeh jo gehre sannate hain Waqt ne sabko hi baante hain ThodaContinue reading “Poetry by Javed Akhtar: Dil, Aakhir Tu Kyun Rota Hai?”